Easiest Way to Cook Tasty #soupsalad

Delicious, fresh and tasty.

#soupsalad.

#soupsalad You can cook #soupsalad using 11 ingredients and 9 steps. Here is how you achieve that.

Ingredients of #soupsalad

  1. Prepare 1 of Lauki.
  2. It's 1 spoon of chicken soup powder.
  3. You need 1 spoon of coriander leaves (chopped).
  4. You need 2 spoons of sarso ka oil.
  5. You need 1 spoon of methi.
  6. Prepare 1 spoon of zeera.
  7. Prepare 1 spoon of ajwain.
  8. Prepare 1 teaspoon of haldi.
  9. It's to taste of namak.
  10. You need 1 spoon of lahsun adrak paste.
  11. Prepare 1 of onion chopped.

#soupsalad instructions

  1. Sabse pahle lauki ko cchilke aur dane nikalke saf karna hai. fir badi badi pcs me katle..
  2. Ab cooker mein oil garam karke methi, zeera,ajwain bhun lein..
  3. Fir onion dalke bhune aur adrak lahsun paste bhi dalke bhune..
  4. Jab sab bhun jaye to lauki dalke chalaiye..
  5. Kuch der baad haldi namak daliye aur kuch der pakaiye..
  6. Ab 2 bowl pani dalke kukar ki dhakkan band karke 2 siti lagaiye..
  7. Fir gas off karke cooker ka steam khatam hone de..
  8. Jab dhakkan khuljaye tab chicken soup aur coriander leaves dal dijiye, ab mixi me grind kijiye..
  9. 5 min dhakkar rakhiye aur apni tarike se serve kijiye. hamne roasted soya seeds ke sath serve kiya hai..